Posts

Showing posts from November, 2023

Airtel Share Price vs Bitcoin

Agar chaar saal pehle aap ne ek Laakh rupiye ke Airtel shares liye hote, toh aaj uske teen laakh pichattar hazaar rupiye ho chuke hote. Lekin wohi chaar saal mein Bitcoin ne ek laakh rupye ke chaar laakh chawalees hazaar rupiye bana diye hain, yane ke IRCTC se lagbhag sattar hazaar rupaiye jyada. Lekin, yahan par baat khatam nahi hoti, kyonki, agar aap ne, Binance ya tatsam app pe, Margin Trading waale section mein, ek laakh rupay daal kar, ek November doh hazaar unnis ko, zero point one five   Bitcoin liya hota, toh chaar saal mein aap ke ek laakh aaj athara laakh rupiye ban chuke hote. Yakeen nahi aata toh ye dekhiye. Agar aap ne ek November-unnees ko, ded-guna leverage liya hota. Rukiye, ab aap soch rahe honge ye leverage kya hota hain, toh uska matlab hain, Bitcoin ko girvi rakh ke, uspe dollars udhaar lena, aur unhi dollars se aur thoda Bitcoin khareedna. Ye karne ke kai saare tareeke hain, jinke baare mein aap ko aage batunga. Lekin kitne dollars udhaar lene chahiye iska hisa...

IRCTC Share News vs Bitcoin

Image
Agar chaar saal pehle aap ne ek Laakh rupiye ke IRCTC shares liye hote, toh aaj uske teen laakh pichattar hazaar rupiye ho chuke hote. Lekin wohi chaar saal mein Bitcoin ne ek laakh rupye ke chaar laakh chawalees hazaar rupiye bana diye hain, yane ke IRCTC se lagbhag sattar hazaar rupaiye jyada. Lekin, yahan par baat khatam nahi hoti, kyonki, agar aap ne, Binance ya tatsam app pe, Margin Trading waale section mein, ek laakh rupay daal kar, ek November doh hazaar unnis ko, zero point one five Bitcoin liya hota, toh chaar saal mein aap ke ek laakh aaj athara laakh rupiye ban chuke hote. Yakeen nahi aata toh ye dekhiye. Agar aap ne ek November-unnees ko, ded-guna leverage liya hota. Rukiye, ab aap soch rahe honge ye leverage kya hota hain, toh uska matlab hain, Bitcoin ko girvi rakh ke, uspe dollars udhaar lena, aur unhi dollars se aur thoda Bitcoin khareedna. Ye karne ke kai saare tareeke hain, jinke baare mein aap ko aage batunga. Lekin kitne dollars udhaar lene chahiye iska hisaab kai...

Highest Dividend Paying Stocks in India 2023 vs Bitcoin

Image
Agar chaar saal pehle aap ne 1 Laakh rupiye ke Vedanta shares liye hote, toh aaj uske do laakh assi hazaar rupiye ho chuke hote. Lekin chaar saal pehle toh Vedanta ki stock price thi ek sau tirpan rupiye aur aaj hain do sau teiis rupiye, matlab chaar saal mein seedhe chiyalees pratishat ka munafa diya hain. Lekin uske oopar, Vedanta ne pichle chaar saal mein dher saara dividend diya hain. Wo dividend agar aap ne Vedanta ke stock mein hi re-invest kiya hota, toh aap ko chaar saal mein chiyalees pratishat nahi balki ek-sau assi pratishat munafa mil gaya hota. Lekin ye Bitcoin ke saamne kuch bhi nahi. Kyonki wohi chaar saal mein Bitcoin ne Vedanta se lagbhag dugna munafa diya hain. Lekin yahan par baat khatam nahi hoti, kyonki usi Bitcoin pe aap ne thoda-sa leverage liya hota, toh aap ke ek-laakh, wohi chaar saal mein, athara laakh ban gaye hote. Yakeen nahi aata toh ye dekhiye, agar aap ne, Binance ya tatsam app pe, Margin Trading waale section mein, ek laakh rupay daal kar, ek November ...

Bitcoin se Paise kaise Kamaye

Image
Exact 4 saal pehle, yane ke 1 November 2019 ko, agar aap ne ek laakh rupiye ka Bitcoin khareeda hota, toh aaj uske sade-chaar laakh rupiye ban gaye hote. Lekin uske bajay agar aap ne ek laakh ka sona khareeda hota, toh aaj uske ek laakh atthawan hazaar ban gaye hote, aur Nifty itiyef liya hota, toh uske, sone-se, kewal paanch hazaar rupiye jyada bane hote. Sharam aani chahiye, siyenbisi pe bakar karne waale, pharji visheshagya abhinetaon ko, jinhone din bhar bawaal machaane ke baad, akhir kya ukhaad liya, sone se sirf paanch pratishat jyada munafa aur wo bhi chaar saal mein. Toh dosto stock market ki khabrein dekhne mein apna keemti samay barbaad karne ke bajay, agle ek mahine mein, sirf ek ghanta, Bitcoin ke baare mein seekhne mein laga dijiye. Akhir, jis Bitcoin-ne, stock market se paanch guna returns diye hain, uske baare mein seekhna toh banta hain boss! Bitcoin ke baare mein aap ko koi bhi sawaal honge toh comments section mein likh bhejiye, main har ek sawaal ka jaroor jawaab dun...